“The world is a puzzle; no need to make sense out of it." - Socrates

17, ఫిబ్రవరి 2015, మంగళవారం

Ab kya misaal doo - Mohammad Rafi



అబ్ క్యా మిసాల్ దూ మె తుమారె షబాబ్ కీ...

ఇది మహమ్మద్ రఫీ గళంలో నుంచి జాలువారిన ఇంకొక మధురగీతం.

ఇదికూడా ఒక ప్రేమికుని ప్రేమగీతమే. తన కలలరాణిని వర్ణిస్తూ సాగిన భావగీతమే.అద్భుతమైన భావానికి తోడుగా అంతే అద్భుతమైన రాగంతో కూర్చబడిన ఇంకొక ఆణిముత్యం ఈ గీతం.

దీనిలో నటించినవారు ప్రదీప్ కుమార్,మీనాకుమారి.

Movie:--Aarti(1962)
Lyrics:--Majrooh Sultanpuri
Music:--Roshan
Singer:--Mohammad Rafi
Karaoke Singer:--Satya Narayana Sarma

Enjoy

-----------------------------------------------------------
Ab kya misaal doo me tumaare shabaab kee
Insaan ban gayee he kiran maahtaab kee
Ab kyaa misaal doo

Chehre me ghul gaya hai - Hasee chandnee kaa noor
Aakho me hai chaman ki - Javaa raat ka shuroor
Gardan hai ek jhuki hui daali
Daali gulaab kee

Ab kya misaal doo me tumare shabaab ki
Ab kya misaal doo

Gesu khule tho sham ke - Dil se dhuva uthe
Chule kadam to jhookkena - phir aasma uthe
Sou baar jhil milaaye shamaa aa
Shamaa aaftab kee

Ab kya misaal doo

Deewaaro dar ka rang ye - Aachal ye fairaan
Ghar kaa mere chiraag hai - Bootaa sa ye badan
Tasveer ho tumhee mere jannat ke
Jannat ke khwaab kee

Ab kya misaal doo me tumaare shabaab kee
Insaan ban gayee he kiran maahtaab kee
Ab kyaa misaal doo

Meaning:--

What can I compare your lustre with?
You are a ray of the moon in human form.
The beautiful moonlight melted in your face
In your eyes is the joy of an young night
Your neck resembles the lowered branch of a rose flower
What can I compare...
When your hair was let open
the mist of night rose in my heart
When your feet touched the ground
the sky above,bowed down and would not rise again
The light of your body dazzled me a hundred times
What can I compare …
The ends of your robes are the colored walls of my home.
Your beautiful form is the light of my house
And you are the paradise of my dreams

What can I compare your lustre with?
You are a ray of the moon in human form.

What can I compare your lustre with?